mcent क्या है आर mcent app से पैसे कैसे कमाए android मोबाइल में


Internet par aise kayi tarike hain jinse ap online earning kar sakte hain.lekin inme sbhi tarike sahi nhi hote.agar ap sahi tarike se earning karna chahte hain to aaj ham apko ek aise app ke bare me batane ja rahe hain jisse ap unlimited paise kama sakte hain.

"mcent ek aisa app hai jo apko unlimited recharge ki suvidha deta hai.jitne bhi aise app hai unme mcent sabse best hai.ap dekhte honge ki jyadatar log mcent hi use karte hain kyunki ye bahut hi trusted app hai aur isse earning bhi jyada hoti hai.maine ise app se mahine me 6000/- kamaye hain jo ki apko koi anya app nhi de sakta.iski sabse khaas baat hai ki isme naye naye offers aate rahte hain jisse ki aap ek baar me Rs 50-300 earn kar sakte hain aur use turant hi apne account me redeem bhi kara Sakte hain.
to chaliye mai yahan apko step by step ise use karne ka tarika batata hu.

Mcent app se paise kaise kamaye in hindi

agar aap bhi is amazing app se paisa kamana chahte hain to niche steps ko follow karen-
Step 1. sabse pehle aap yahan click kar mcent app download kar le Download Mcent app
yahan apko dhyan dena hai ki ap isi link se app download kare kyunki playstore se download karne par apko pure offers nhi milenge.
aur yahan apko koi problem hogi to ap muje yahan comment kar ya whatsapp par contact kar jaan sakte hain.(whatsapp no.contact us page par click kar dekhe).
Step 2. app install karne ke baad use open kare aur apna mobile number enter kar verify kar len.mobile number fill karne ke baad apko ek OTP receive hogi sms se jise apko mcent me type kar verify kar lena hai.
Step 3. verify karte hi aap offers list dekh sakte hain yahan apko kayi sare offers dikhenge lekin yahan apko first offer ko open nhi karna hai kyunki wo sirf ad hota hai isliye dusre ya tisre offer ko select karen jaisa ki aap screenshot me dekh sakte hain
mcent app se paise kaise kamaye
Step 4. yahan sbhi instructions ko paden aur Try this app select karen.
mcent kya hai
ab apko jis browser se link open karna hai use select karen.ab link open karte hi wo app playstore me open ho jayega use install kar len.
mcent se paise kamane ka tarika
yahan apko dhyan dena hai ki jo app aap install karenge use kuch der tak open rakhe.agar registration karna hai to apne mobile number se kar len.
Step 5. ab mcent ko open kar apna balance dekhe.balance credit ho chuka hai

Mcent app se recharge kaise karte hain

mcent se recharge karna bahut hi aasan hai.
Recharge par select kare.apna amount select karen mobile number type karen aur recharge par click kar de.
mcent se recharge kaise karte hain
bas apke number par recharge ho gaya hai.

Mcent app se paise kamane ka tarika

mcent se ap do tarike se paise kama sakte hain pehla jaisa ki maine bataya offers se app install kar aur dusra friends ko refer kar.
agar ap ek friend ko refer karte hain aur wo app install kar koi app download karta hai to apko Rs 15 ka balance milta hai.
friends ko refer karne ke liye bas upar dikh rahe icon par click karen
Refer friends through mcent app
aur whatsapp,facebook,gmail,message kisi v tarike se refer kar den.
mcent se paise kamane ka tarika

Send gift through Mcent app

mcent se aap kisi ko balance gift kar sakte hain agar usne v mcent install kiya ho to ap gift menu me jakar gift send kar sakte hain.
to friends ab aap samjh hi gaye honge ki mcent kitna accha app hai.isse ham unlimted income kar sakte hain.
aap yahan se mcent download kar len- Download Mcent
 
Sumo