Hello Dosto
To dosto suru karte hai.
dosto agar dusaro ke whatsapp me aapka number kuchh alag sa dikhega to wo ek bar iske bare jarur poochhega.Aur whatsapp groups me apke number ki ek alag si jhalak hogi.
To dosto aapko App download karna hoga jiska nam hai 2nd Line Download.
Ab aapko neeche diye gaye steps ko follow karna hoga.
3) Fir aapko bahut sare number dikhaye jayenge aapko jo bhi pasand ho usko choose kar lijiye.
4) Dosto aapko apna WhatsApp open karna hai aur country me canada search karna hai fir Canada Country ko choose karen
5) Dosto fir number ki jagah par aapko 2nd Line App ka number likhna hai
6) Fir dosto apko send OTP pe click karna hai.... thodi der wait karke apko click karna hai call me pe.
7) Thodi der bad apke phone par ek call ayegi waha par apko OTP mil jayegi.
8) Fir OTP ko aap paper pe likh lijiye ....aur call katne ke bad WhatsApp par dal dijiye. Aur verify kar lijiye.
9)Lo dosto ab aapka WhatsApp taiyar hai use karne ke liye.
Dosto mai asha karta hu aapko ye post pasand aai hogi.Dosto iss post ko Share jaroor karen.
Jaisa ki apne title me dekha hi hoga ki USA Canada ke number se whatsapp kaise chalaye.
To dosto suru karte hai.
dosto agar dusaro ke whatsapp me aapka number kuchh alag sa dikhega to wo ek bar iske bare jarur poochhega.Aur whatsapp groups me apke number ki ek alag si jhalak hogi.
To dosto aapko App download karna hoga jiska nam hai 2nd Line Download.
Ab aapko neeche diye gaye steps ko follow karna hoga.
Follow the steps.
1) Dosto download karne ke bad apko email se signup karna hoga.
2) Fir aapko location code me type karna hai 315.3) Fir aapko bahut sare number dikhaye jayenge aapko jo bhi pasand ho usko choose kar lijiye.
4) Dosto aapko apna WhatsApp open karna hai aur country me canada search karna hai fir Canada Country ko choose karen
5) Dosto fir number ki jagah par aapko 2nd Line App ka number likhna hai
6) Fir dosto apko send OTP pe click karna hai.... thodi der wait karke apko click karna hai call me pe.
7) Thodi der bad apke phone par ek call ayegi waha par apko OTP mil jayegi.
8) Fir OTP ko aap paper pe likh lijiye ....aur call katne ke bad WhatsApp par dal dijiye. Aur verify kar lijiye.
9)Lo dosto ab aapka WhatsApp taiyar hai use karne ke liye.
Dosto mai asha karta hu aapko ye post pasand aai hogi.Dosto iss post ko Share jaroor karen.
0 Comments
Post a Comment